Friday, June 27, 2008

Janam din

This post contains the poems and sher o shaayarin that people were generous enough to express on my last birthday. These are very special, not only because they are extremely good in quality, but also because of the effort that was spent in writing them. I still remember that I was upset about something the previous evening. And the upsetting mood persisted during the next morning (despite early wishes from Mom, Dad and others) . However reading these lines erased all negative thoughts and made it one of the best days that I remember. So here are the lines.

----------------- The first one by Gaurav -----------------

Your friends from KSPL and KSS
Have all gathered here
To celebrate this day
Together we will say.....

Happy birthday to you
Happy birthday to you
May all your dreams and wishes come true
Happy birthday to you

Another year has gone
Since last we sang this song
We all remember when
And so we sing again...

May good fortune come to you
In all the things you do
In the year that lies ahead
Remember what we said.......

You are the one we will never forget !!!

----------------- Next one by Piyush -------------------

Aaj,
Jab failta andhiyaara raat ke aagman ki pushti kare,
Jab dheere dheere har insaan apne ghar ko lautne lage,

To aise mein ,
KSPL mein kisi ek desk pe,
Maddham raushni ke tale,
Key board ki tak takahat sunaayi na de,

Bhale hi kaam ka kitna bojh ho kandhon par,
Vinti hai aaj tum jaldi ghar laut jaana,
Aye Kartik, kam se kam aaj "Night out" office mein mat maarna :)

----------------- And then by Apurva -----------------

Shaayeron ki mehfil hain jamin , Bandha hai nagmo ka sama,
Sur ghul rahe hain fiza mein, geeton ka kaafila utha,
Aise mein koi kyun chup rahe, har dil hai jhoomne laga,
Aye Kartik, tumhen dete hain duyaaein jo aaj yeh geeton ka guldasta saja!!!

----------------- And a variant by Apurva -----------------

Shaayeron ki mehfil hain jamin , Bandha hai nagmo ka sama,
Sur ghul rahe hain fiza mein, geeton ka kaafila utha,
Aise mein koi kyun chup rahe, har dil ka chhupa shaayer jaagne laga,
Aye Kartik, tumhen dete hain duyaaein jo aaj yeh geeton ka guldasta saja!!!

---------------- Again by Piyush ------------------

Har shaks mein ek shaayar chhupa hota hai,
Is baat par ab humein yakeen hai,
Ek zamaana ho chala tha aisee mehfil ka lutf liye,
Humein kya pata tha aap bhi "shaayari" ki shaukeen hain ;)

---------------- Finally, my thank you's ---------------

Shaayarin main hum bayaan nahi kar sakte,
Utna hunar hum main nahi,
Alfaaz hum bhi likhenge,
Aaj nahi to kabhi aur sahi.
--------------------------------------------------------
Those lines were special,
No need to say,
Better than any gift I could imagine,
They made my day.
While reading those beautiful lines,
One thought struck my mind,
Hope soon come the day,
When I can gift back in kind.
-------------------------------------------------------

No comments: